Posts

Micromax Launch New Phone

Image
 MICROMAX NEW LAUNCH Micromax 1A Micromax 1B Micromax today officially launched  ,micromax.. In 1A and Mircomax In 1B right after Atmanirbhar Bharat Campaign and sentiments . #chinikam. These devices is going to give tough competition to Redmi note 9 and Realme Narzo 20. Because of less prize and much better features like 6.67inch FHD+display and Stock android 10 experience without any single bloats and Ads. with promise of two years software upgrades to be given. Better design then these two phones and specs going to give tough competition. Specs and features - Micromax In 1a Comes with 5000mAH Battery with 18watt Charger (Fast Charging).    Back -Quad Camera setup-  main 48mp lens ,5mp wide angle lens , 2+2 micro and depth sensor and 16mp punch whole wide angle selfie camera.  Display - 6.67inch(FHD+) Brighter display.  Processor- powerful mediaTek. G85 (especially for gaming purpose and lag free experience).  Design & Color - it comes i...

2k19 INDIAN BUDGET

2k19 INDIAN BUDGET Aaj bharat ki pesh hue 2k19 ke budget ki baat kartey hai. India me 22 % log garibi rekha se niche hai, aur 4% log middle class se belong kartey hai, baki bachey ammir hai. Lekin sochne ki baat ye hai ki kya ye desh hit ke liye faydemand hai ? Aaj jahan purey desh me petrol ke daam ghat rahey hai wahin yahan petrol ke daam badh rahe hai   Excise duty ke sath. Aur to aur ameero ka bhi pura dhyan rakha hai, agar koi 5 crore se jada kamata hai saal me to wo 37.5% (surcharge) tax dega. Agar koi 2 crore se jada kamata hai to wo 25% tax dega. Agar koi 10 lakh se jada kamata hai to wo 30% tax dega. Kuch es prakar se tax budget hai. Aur to aur india highest peak pe pahuch gya hai tax lagane me. Esce pahle U.S tha 40% tax lagakar, lekin india usce bhi pichey chhod diya hai 42.7% ka tax lagakar. Aur to aur hmari bholi bhali janta ke liye leke aaye hai ek badda lollipop, jaise ki new generation electric car jo launch hogi uspe 5% tax kam kar diye hai, to car ka ent...

DANGAL GIRL QUITS FILM INDUSTRY

DANGAL GIRL QUITS FILM INDUSTRY Dangal girl "Zaira Wasim" film chhodne ki ghosna t.v pe aakey kar diya hai. Unka kahna hai ki islam dharm mujhe film karne ki anumati nhi deta hai. Ye ek haram hai. Lekin kya humarey film industry me muslim actor, actress nahi hai ? Kya wo apna kaam achhe se nhi kar rahe hai ? Mai apko bata du na kewal islam dharm balki aur bhi dharm humme yhi sikhata hai ki humme bura nahi dekhna chahye, bura nhi sunna chahye, bura nahi kehna chahye, yahan tak gandhi ji bhi ne kaha tha. Ab bura kis chiz ko bola jaye ? Har wo chiz jo humme hmare lakshya se bhatkaye, jo humme distract kare, wahi buri chiz hai jo ki islam dharm me bhi bataya gya hai. Islam dharm ye kahta hai ki humme jo apney lakshya ko prapt karne me badha aaye distration ho usce nhi karna chahye. Mul rup se islam ka kahna hai ki humme kisi tarah ki kisi bhi chiz me echha ki utejana nahi honi chahye, means no Provocation Desire. Aur koi bhi wo na-samjhi chiz jisce hum attract ho rahe ho, ...

"ARTICAL 15" (MOVIE)

Image
“ARTICLE 15” (MOVIE) NIND ME LOG,  ANDHKAR ME SAMAAJ: “Article 15” movie se darey hue hai log, aisa pahli baar nhi hua hai, esce pahle bhi “Padmavat, Bajrange bhaijaan, Mulk, Lipstick under my burqa” jaise filmo se darey hue they. Ye wahi log hai jo kahtey hai ki desh me unnati, vikas, aur samanta honi chahye. Yahi log sanskriti aur Rashtrawaad ke virodh me filmo ko band karne pe utar aatey hai aur virodh bhi aisa ki wo apne he logo aur apne he desh ke sampatti ko nuksan pahuchatey hai. Us samay en logo ko Rashtrawaad ki parwaah nhi hoti. Ye wahi log hai jo Naari samman ki baat kartey hai, aur Padmavat jaise filmo ko lekar “Dipika padukone” ko naak katney pe enaam dene ki baat kartey   hai. Ye wahi log hai jo khud ko dharm aur jaati ko mahan batatey hai aur Ensaniyat ki baaat aati hai to pata nahi kahan chhup kar beth jatey hai. Yhi wo log hai jinke wajah se dharm me rajneeti aur rajneeti me dharm mil rha hai. Aur eska natejaa enko khud nhi pata hai. Kal ye jin dal...

CASE OF WEST-BENGAL

CASE STUDY OF WEST-BENGAL Aaj west-bengal ka Mob-lynching ek badda mudda bana hua hai. Hum apney Bharat desh ko sabse bada gantantra desh mantey hai, kya esko sahi tarikey se follow kiya jar aha hai ? Log satta ke power aur kursi ke liye etne beraham ho gye hai ?   Netaao ka kaam hota hai desh ko jodna lekin yahan to Dharm, Jaati, Majhab ke naam pe rajneeti ho rahi hai. ES GHATNA KO SURUAAT SE DEKHTEY HAI: BJP ke TMC ka party office occupied karne ke baad, jab TMC apna party office recapture karti hai aur wahan Mamta Banarjee “jai maa kaali” ka slogan deti hai. Uske baad, PM Narendra Modi dwara Mamta ko bheja hua post milta hai jo aakhiri me “jai shree raam” likha hua rahta hai. Ab media to sab janti hai, uska kaam hi hai sachayee dikhana. Baat yahan tak pahuch gye ki virodhi party ke karyakarta west-bengal me “jai shree ram” ke narey lagane lagey. Mamta ke liye ye ek gali dene jaisa tha aur wo esce na khus nahi balki mentaly disturb ho gye. Kyoki kae baar BJP k...